IMAAN DI DAULAT KO BACHATE RAHIYE.
SHAITAN KI ZILLAT KO MITATE RAHIYE.
KIRDAR KI KHOOBI KA TAQAZA HAI YAHI,
INSAAN KI AZMAT KO BADHATE RAHIYE.
[ is rubaee main aik khas tajurba kiya gaya hai jo kahin aur nahin milta yaani Rubaee jaisi mushkil sinf main 3-3 qafiye maintain kiye gaye hain, IMAAN, DAULAT, BACHATE, ]
[ 2 ]
HANSNA HAI KISI ROZ HAMEN RONA HAI.
JO KUCH BHI YAHAN PAYA USE KHONA HAI.
HA IK KE MUQADDAR MAIN YAHI LIKKHA HAI,
BAS YUNHI HAMEN GARD-E-SAFAR HONA HAI.
[ 3 ]
SAB AISH-O-TARAB DIL SE BHULA BAITHE HAIN.
SARMAYA-E-HASTI KO LUTA BAITHE HAIN.
THI AAG JO DOZAKH KI BADAN KI GARMI,
HUM BANKE WALI USKO BUJHA BAITHE HAIN.

No comments:
Post a Comment